0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z


navigation
news news
top50 top 50


» home » Lata Mangeshkar » N/A » Ham Hai Mataa-E-Kooncha lyrics
Artist: Lata Mangeshkar
Album: N/A (0000)
Title: Ham Hai Mataa-E-Kooncha

Lyrics Ham Hai Mataa-E-Kooncha

ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha-2
uthati hai har nigaah kharidaar ki tarha-2
ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha

wo to kanhi hai aur magar dil ke aas-paas-2
dil ke aas-paas
phirti hai koi shey nigah-e-yaar ki tarha-2
ham hai...............

majarooh likh rahe hai wo ahel-e-wafa ka naam-2
ahel-e-wafa ka naam
ham bhi khade huye hai, gunhaagaar ki tarha-2
uthati hai har nigaah kharidaar ki tarha
ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha

Posted by: p u r n i m a


artist
song
album